Thursday, October 14, 2010

kanha ka ghar

anand ujaagar kar kanha
muskay rahe
manthar- manthar,
ho rahaa mukhar
ab kan-kan mein
shashwat ka swar,
 
is leela par sab nyochhavar
man mera hai kanha ka ghar


ashok vyas
nyooyark, amerika
14 october 2010

No comments: